Snapchat Account Delete Kaise Kare (Very Easy Method) 2023 hey guys aaj kal jis tarah se Instagram ke users badh gaye hain usi tarah se Snapchat ka bhi users badh gaya hai, kaafi saare log snapchat account ko delete (deactivate) karna chahte hain aur aaj is article mei hum aapko yahi batayenge ki snapchat account delete kaise kare.
snapchat account delete kaise kare.
snapchat account delete kaise kare? agar aap apne snapchat app mei account delete karne jayenge to kahi par bhi aapko ye features nahi milega kyunki snapchat account delete karne ka process bahut hi alag hai isliye is article ko complete read karen aur sikhen snapchat account delete kaise kare?
reason of snapchat account delete
By the way snapchat account delete karne reason bahut se ho sakte hain because abhi ke time mei kaafi log timepass ke liye snapchat account create kar lete hain aur ek waqt ke baad wo snapchat account delete karne lagte hain lekin aakhir sabse best tarika kya hai jisse snapchat account easily delete kiya jaa sake snapchat account delete kaise kare.
how to delete snapchat account 2023
how to delete snapchat account 2023 so iske liye aapko snpachat ke official website par jana hoga tabhi aap snapchat account delete kar sakenge, so link par jaane ke liye yaha par link diya gaya hai uspar click karenge aur aap ek website par pahunch jayenge then aap bahut hi easily snapchat account delete kar sakenge.
So jaisa ki aap thode se upar mei ek button show ho raha hoga delete ka uspar click karenge to ek new page open ho jayega then aapko waha se snapchat account delete karna hoga. Aap chahe to direct Google par search bhi kar sakte hain Snapchat Account Portal then aap is page par jaa sakte hain. chaliye ab jaante hain snapchat account delete kaise kare 2023?
So jaisa ki aap upar image mei dekh sak rahe honge kuchh isi tarah se page open ho jayega then aapko apna snpachat account login karenge, agar aapne email id or username se snapchat account banaya hai to usse login kar lenge ya aap mobile number ke through bhi snapchat account login kar sakenge.
Then aapko sabse bottom mei my account par click karna hai aur again bottom mei jana hai aur delete snapchat account par click karna hai is tarah se aapke screen par ek aur page open ho jayega then aapko again snapchat account ka login password dena hai and delete ke button par click karke account delete kar lena hai snapchat account delete kaise kare.
Agar aapka email id snapchat account se verified hoga to kuchh hi der mei deletion ke mail aa jayega jisse aapko pata chal jayega snapchat account delete hua ya nahi, so agar aapko snapchat account permanently delete karna hai to delete karne ke baad 30 dino tak account login nahi karenge to aapka snapchat accoutn permanently delete ho jayega.
But agar aap again snapchat account par wapas aana chahte hain to aapko again 30 dino ke andar account login karna hoga so aapka snapchat account wapas aa jayega.
Jio Cinema Par Car Kaise Jite? Also Read Here
snapchat account delete karne ka asaan tarika
snapchat account delete karne ka asaan tarika so agar aap internet, google youtube par search kar rahe hain sabse asaan tarika snapchat account delete karne ka to aapko bata den is article mei humne jo tricks bataya hai ye sabse best aur asaan hai, aur yah ek official method hai snapchat account delete karne ka.
Final Words:
So guys hope karunga ki ye article aapko kaafi pasand aaya hoga aur jaan bhi gaye honge ki snapchat account delete kaise kare so article se jara sa bhi help mila ho share jarur kar dena apne doston ke sath aise aur bhi jabardast useful post ke liye website ko daily checkout jarur karen.